Wednesday 2 March 2016

how to create a website free with seo

AYAM_E_FATIMA‬ ZEHRA_S_A

shiaofpakistan.blogspot.com
shia online
Zehra s.a teri jageer hai jannat bhi fidak bhi
Ye jabl ye ashjaar yeh pani bhi falak bhi
Shohar ki taraf se hain ghulami me malak bhi
Bibi s.a tery haq mehr men shamil hai namak bhi
Bs teri zameeno pe basi jati hai dnya
Sadiyon se faqat tera namak khati hai dunya
AYAM_E_FATIMA‬ ZEHRA_S_A
shia online
shia online

جناب سیدہ ہر روز قبر رسول پر جاتیں اور اتنا روتیں کہ بے ہوش ہوجاتیں جب ان کو گھر لے کر آتے تھے اور وہ ہوش میں آتی تھیں تو پھر رونا شروع کردیتی تھیں۔ ایک روز حضرت علی علیہ السلام نے آپ سے فرمایا: ”اے بنت رسول! مدینہ کے لوگ یہ کہتے ہیں کہ اے علی! آپ زہرا سے کہہ دیجئے کہ یادن میں رویا کریں یا رات میں۔ حضرت زہرا سلام الله علیہا نے جواب دیا اے ابوالحسن ! آپ ان سے کہہ دیجئے کہ اب میں ان کے درمیان زیادہ دن زندہ نہیں رہوں گی
افسوس اُن کی قسمت پر !! رسول کی بیٹی کے رونے پر بھی جنہیں پریشانی تھی !
 AYAM_E_FATIMA‬ ZEHRA_S_A

Thursday 25 February 2016

breaking news


إِنَّا لِلّهِ وَإِنَّـا إِلَيْهِ رَاجِعونَ
alama RAZI JAFER ke ikloote bete  Molana syed Hasan JAFER Naqvi ka  Karachi main  Inteqaal ho gaya hai.
الله تعالیٰ مرحوم کو جنت الفردوس میں اعلیٰ مقام عطا فرمائے، ان کی قبر کو روشن و منور فرمائے، ان کے درجات کو بلند فرمائے، ان كى مغفرت فرمائےاور لواحقین کو صبر جمیل عطا فرمائےآمین.
shia of pakistan is GHAM main alama RAZI JAFER ke sath baraber k shareek hai allah aap ko aur aap k ahle khana ko صبر جمیل عطا فرمائےآمین.
 Inna li Allah w Inna Allah e rajuan, 
Very sad demise of young son of Alama Razi Jafar mujtehad, condolence on the sad demise. 
May Allah place high his soul in heaven and give passion to grieved family.

Wednesday 24 February 2016

about HAZRAT IMAM ALI (as)



TESRE  MASOOM

 

HAZRAT  IMAM ALI (as)

NAME:  HAZRAT  IMAM ALI (as)

KUNYAt:  abul hasan

PARENTS: Hazrat  abu Talib &  Hazrat Ftima bint e asad

Place of Birth: Makka mouazma KHANA E KABA ke ander wiladat hui

Date of Birth: 13RAJABHuzoor akram k baesat ke 10 saal qabal

KHILAFAT KA DOOR: 4 SAAL(years) 9 month

IMAMAT KI MUDDAT: 30 SAAL(years)

DATE of DEATH: 19 RAMAZN ko zaqmi hue 21 RAMZAN ko SHADAR pai

AGE: 63 years

PLACE OF BIRTH: MASJID E KOFA

ROZA E MUBARAK: NAJAF E ASHRAF

Saturday 20 February 2016

about HAZRAT FATIMA (salam allah alaha)



DOOSRE MASOOM

HAZRAT  FATIMA (salam allah alaha)

 

NAME: HAZRAT  FATIMA (salam allah alaha)
ALQAB: Zahra,Sidiqa,Tahira,Batool,Razia,Marzia,Um ul Hasnain,Um eAbiha,Um ul Aaima
PARENTS:Hazrat Muhammad(saww)& Hazrat Bibi Khatija
Place of Birth: Makka mouazma
Date of Birth:Baroz jumma 20Jamadi us sani basat se 5 saal baad
Place of death:Madina munawara
Awlad: Imam hasan,Imam hussain,bibi zainab,bibi um e kulsoom
Aap k roza k bare main 3 ahtamal hain

11)      Huzoor  saw w ki qabar k sath
22)      Janatul baqi
33)      Huzoor saw k member or qaber k darmeyaan

Zindagi k adwar

 pidar e bzurgwar k sath 8 saal
hazrat Ali k sath 10 saal

Friday 19 February 2016

about HAZRAT MUHAMMAD (pbuh)


PAHLE MASOOM


HAZRAT MUHAMMAD (pbuh)



  • NAME: MUHAMMAD, AHMAD(saw)
  • ALQAB: Rasool Allah, Rahmatulil alamin,Khatamul ambia
  • PARENTS:Hazrat Abdullah& Bibi Amna
  • Place of Birth: Makka mouazma
  • Naboat ki muddat:  23 saal
  • Date of wafat: 28 safar baroz Monday 11hijri
  • Place of death:Madina munawara
  • Masjid e Nabwi  main apka roza mubatak hai
  • Aap saw ki zindagi ke adwar:
  1.          Nabowat se pahle 40 saal makka main
  2.      Nabwat k baad 13saal makka main
  3.          Hijrat k baad 10 saal madine main

nohey 2016

http://dai.ly/x3t5pas



Saturday 13 February 2016

SIR ISSAK NEWTON

 ISSAK NEWTON

SIR ISSAK NEWTON
SIR ISSAK NEWTON


sir Izak- England maindolshab ke maqam p paida hue Cambridge main taleem hasil ki qqquat e saqal ke qawanin maloom kiye kahte hain k aik din is ne aik apple zameen p girte deekha tu is k zahen main yeh sawal paida hua k apple oper q nahi gaya. zameen par hi q gira is tarha kashis e saqal ke masle p ghor kiya or masle ko hal kiya or qawanin ka pata lagayascience ki bohat zyada khidmat ki or aik maqam hasil kiya  aaj bhi dunya use us ke karnamoon se yaad rakhti hai.

Nobel alfred



Nobel alfred
Nobel alfred


Nobel alfred swedan ke aik mahir kemian daan the at the time of death marte waqt unhoon ne aik Raqam is Gharz ke liye waqf ker di thi ke her saal tabiyaat keemian tab adab aur aman  ke maidanoon main bahtareen khidmat anjam dane waloon ko inamat diye jaa sakain swedan ke aalim mahir or qabil askhas her saal yeh inamat dane ka faisla kerte hain yeh inam dunya ki tamam qumoon ke mard  oortoon ko bila imtiyaz diye jate hain..

Thursday 11 February 2016

DUNYA KI BARI NAHRAIN



DUNYA KI BARI NAHRAIN
NAHER SWIS:
Aik fransisi engineer MR fardenande lesps ne 1769 main 10 years ke arse main complete kiya  lagat taqriban 20000000 pond aai yeh naher 101 mil long haiis ki wajha se England or sarq e baeed k darmiyan fasla kam hogaya .

NAHR PANAMA:
1914 main nahr panama banai gai  yeh 50 meel  long hai aur 40 ft se le ker 48 ft tak gahri(deep) hai hukumat e amarica ne bahrul kahil aur  bahre ooqyanoos ko milane ke liye yeh nahr khdwaiis nahr ki satah samander ki satah se 85 ft heighted hai

NAHR KEEL:
Jahaz rani ke liye yah aik mashoor nahr hai Germanoon ne ise banaya hai yen nahr 61FT LONG AUR 40ft deep hai.
GRAND KEENAL:
700 meel long hai yeh 7th century main banai gai yeh dunya main sab se bari qabil jahaz rani masnooi nahr hai.
Hope so you will like this information .

Wednesday 10 February 2016

Dunya ke Ajaebaat

Dunya ke Ajaebaat

1) Ahram e Misr
2) Babil ke mulaq Bagaat
3) Taaj Mahal
4) Rahodaz ka Buot
5) Iskandarya ka Light House
6) Empire Estate Building
7) Nahar Panama
8) Lloyd barrage sukkur
9) London ke Zameen doz railway
10)  Golden Gate Pull
11)Aaswan deem