Wednesday, 2 March 2016
AYAM_E_FATIMA ZEHRA_S_A
shia online |
Zehra s.a teri jageer hai jannat bhi fidak bhi
Ye jabl ye ashjaar yeh pani bhi falak bhi
Shohar ki taraf se hain ghulami me malak bhi
Bibi s.a tery haq mehr men shamil hai namak bhi
Bs teri zameeno pe basi jati hai dnya
Sadiyon se faqat tera namak khati hai dunya
AYAM_E_FATIMA ZEHRA_S_A
AYAM_E_FATIMA ZEHRA_S_A
shia online |
جناب سیدہ ہر روز قبر رسول پر جاتیں اور اتنا روتیں کہ بے ہوش ہوجاتیں جب ان کو گھر لے کر آتے تھے اور وہ ہوش میں آتی تھیں تو پھر رونا شروع کردیتی تھیں۔ ایک روز حضرت علی علیہ السلام نے آپ سے فرمایا: ”اے بنت رسول! مدینہ کے لوگ یہ کہتے ہیں کہ اے علی! آپ زہرا سے کہہ دیجئے کہ یادن میں رویا کریں یا رات میں۔ حضرت زہرا سلام الله علیہا نے جواب دیا اے ابوالحسن ! آپ ان سے کہہ دیجئے کہ اب میں ان کے درمیان زیادہ دن زندہ نہیں رہوں گی
افسوس اُن کی قسمت پر !! رسول کی بیٹی کے رونے پر بھی جنہیں پریشانی تھی !
Thursday, 25 February 2016
breaking news
إِنَّا لِلّهِ وَإِنَّـا إِلَيْهِ رَاجِعونَ
alama RAZI JAFER ke ikloote bete Molana syed Hasan JAFER Naqvi ka Karachi main Inteqaal ho gaya hai.
الله تعالیٰ مرحوم کو جنت الفردوس میں اعلیٰ مقام عطا فرمائے، ان کی قبر کو روشن و منور فرمائے، ان کے درجات کو بلند فرمائے، ان كى مغفرت فرمائےاور لواحقین کو صبر جمیل عطا فرمائےآمین.
الله تعالیٰ مرحوم کو جنت الفردوس میں اعلیٰ مقام عطا فرمائے، ان کی قبر کو روشن و منور فرمائے، ان کے درجات کو بلند فرمائے، ان كى مغفرت فرمائےاور لواحقین کو صبر جمیل عطا فرمائےآمین.
shia of pakistan is GHAM main alama RAZI JAFER ke sath baraber k shareek hai allah aap ko aur aap k ahle khana ko صبر جمیل عطا فرمائےآمین.
Wednesday, 24 February 2016
about HAZRAT IMAM ALI (as)
TESRE MASOOM
HAZRAT IMAM ALI (as)
NAME: HAZRAT IMAM ALI (as)
KUNYAt: abul hasan
PARENTS: Hazrat abu Talib
& Hazrat Ftima bint e asad
Place of Birth: Makka mouazma KHANA E KABA ke ander wiladat
hui
Date of Birth: 13RAJABHuzoor akram k baesat ke 10 saal qabal
KHILAFAT KA DOOR: 4 SAAL(years) 9 month
IMAMAT KI MUDDAT: 30 SAAL(years)
DATE of DEATH: 19 RAMAZN ko zaqmi hue 21 RAMZAN ko SHADAR
pai
AGE: 63 years
PLACE OF BIRTH: MASJID E KOFA
ROZA E MUBARAK: NAJAF E ASHRAF
Monday, 22 February 2016
Sunday, 21 February 2016
Saturday, 20 February 2016
about HAZRAT FATIMA (salam allah alaha)
DOOSRE MASOOM
HAZRAT FATIMA (salam allah alaha)
NAME: HAZRAT FATIMA (salam
allah alaha)
ALQAB: Zahra,Sidiqa,Tahira,Batool,Razia,Marzia,Um ul
Hasnain,Um eAbiha,Um ul Aaima
PARENTS:Hazrat Muhammad(saww)& Hazrat Bibi Khatija
Place of Birth: Makka mouazma
Date of Birth:Baroz jumma 20Jamadi us sani basat se 5 saal
baad
Place of death:Madina munawara
Awlad: Imam hasan,Imam hussain,bibi zainab,bibi um e kulsoom
Aap k roza k bare main 3 ahtamal hain
11)
Huzoor saw
w ki qabar k sath
22)
Janatul baqi
33)
Huzoor saw k member or qaber k darmeyaan
Zindagi k adwar
pidar e bzurgwar k
sath 8 saal
hazrat Ali k sath 10 saal
Friday, 19 February 2016
about HAZRAT MUHAMMAD (pbuh)
PAHLE MASOOM
HAZRAT MUHAMMAD (pbuh)
- NAME: MUHAMMAD, AHMAD(saw)
- ALQAB: Rasool Allah, Rahmatulil alamin,Khatamul ambia
- PARENTS:Hazrat Abdullah& Bibi Amna
- Place of Birth: Makka mouazma
- Naboat ki muddat: 23 saal
- Date of wafat: 28 safar baroz Monday 11hijri
- Place of death:Madina munawara
- Masjid e Nabwi main apka roza mubatak hai
- Aap saw ki zindagi ke adwar:
- Nabowat se pahle 40 saal makka main
- Nabwat k baad 13saal makka main
- Hijrat k baad 10 saal madine main
Monday, 15 February 2016
Sunday, 14 February 2016
Saturday, 13 February 2016
SIR ISSAK NEWTON
ISSAK NEWTON
sir Izak- England maindolshab ke maqam p paida hue Cambridge main taleem hasil ki qqquat e saqal ke qawanin maloom kiye kahte hain k aik din is ne aik apple zameen p girte deekha tu is k zahen main yeh sawal paida hua k apple oper q nahi gaya. zameen par hi q gira is tarha kashis e saqal ke masle p ghor kiya or masle ko hal kiya or qawanin ka pata lagayascience ki bohat zyada khidmat ki or aik maqam hasil kiya aaj bhi dunya use us ke karnamoon se yaad rakhti hai.
SIR ISSAK NEWTON |
sir Izak- England maindolshab ke maqam p paida hue Cambridge main taleem hasil ki qqquat e saqal ke qawanin maloom kiye kahte hain k aik din is ne aik apple zameen p girte deekha tu is k zahen main yeh sawal paida hua k apple oper q nahi gaya. zameen par hi q gira is tarha kashis e saqal ke masle p ghor kiya or masle ko hal kiya or qawanin ka pata lagayascience ki bohat zyada khidmat ki or aik maqam hasil kiya aaj bhi dunya use us ke karnamoon se yaad rakhti hai.
Nobel alfred
Nobel alfred |
Nobel alfred swedan ke aik mahir kemian daan the at the time of death marte waqt unhoon ne aik Raqam is Gharz ke liye waqf ker di thi ke her saal tabiyaat keemian tab adab aur aman ke maidanoon main bahtareen khidmat anjam dane waloon ko inamat diye jaa sakain swedan ke aalim mahir or qabil askhas her saal yeh inamat dane ka faisla kerte hain yeh inam dunya ki tamam qumoon ke mard oortoon ko bila imtiyaz diye jate hain..
Thursday, 11 February 2016
DUNYA KI BARI NAHRAIN
DUNYA KI BARI NAHRAIN
NAHER SWIS:
Aik fransisi engineer MR fardenande lesps ne 1769 main 10
years ke arse main complete kiya lagat
taqriban 20000000 pond aai yeh naher 101 mil long haiis ki wajha se England or
sarq e baeed k darmiyan fasla kam hogaya .
NAHR PANAMA:
1914 main nahr panama banai gai yeh 50 meel
long hai aur 40 ft se le ker 48 ft tak gahri(deep) hai hukumat e amarica
ne bahrul kahil aur bahre ooqyanoos ko
milane ke liye yeh nahr khdwaiis nahr ki satah samander ki satah se 85 ft
heighted hai
NAHR KEEL:
Jahaz rani ke liye yah aik mashoor nahr hai Germanoon ne ise
banaya hai yen nahr 61FT LONG AUR 40ft deep hai.
GRAND KEENAL:
700 meel long hai yeh 7th century main banai gai
yeh dunya main sab se bari qabil jahaz rani masnooi nahr hai.
Hope so you will like this information .
Wednesday, 10 February 2016
Dunya ke Ajaebaat
Dunya ke Ajaebaat
1) Ahram e Misr
2) Babil ke mulaq Bagaat
3) Taaj Mahal
4) Rahodaz ka Buot
5) Iskandarya ka Light House
6) Empire Estate Building
7) Nahar Panama
8) Lloyd barrage sukkur
9) London ke Zameen doz railway
10) Golden Gate Pull
11)Aaswan deem
Subscribe to:
Posts (Atom)