MONTH ZIQAD(Mahe Ziqad)
Ziqad month is also included in hurmat months.so thats why jang is haram in ziqad this month date
11 imam ALI RAZAas was born and last ziqat date is related with imam mohammad NAQI as, these date we should have to recite
zyarat e jamia.
isi mahine ki 25 tariqohawaris hai yani kabe ke niche zameen isi roz bichai gai thi or pehle jis roz asman se zameen par rehmat nazil hui yahi din tha isi roz KABA nasb hua be had mubarak tareeq haiisi roz KABE ki tazeem ka hazrat ADAMas ko hukum hua mola e kainat se mansoob ha jo sakhs is rooz roza (fast) rakhe or shab ibadat main baser kare is k liye aise soo(100)saal ki ibadat likhi jae gi jin main dinoon ke roze oe ratoon ki ibadat ho
AAMAL
AIK RIWAYAT MAIN HAI K ISS ROOZDIN CHARHE do (2) rikat namaz parhna sunat hai or her rikat main ALHAMD ke bad panch(5) dafa surah SHAMS parhain or bad e khatm e namaz yeh dua parhain.
DUA
LA HOLAWALA QOATA ILLAH BILAHIL ALIULAZEEM YA MUQEELAL ASARATI AQILNI ASRATI YA MUJEEB ALDAWATI AJIB DAWATI YA SAMIUL DAWATI ISMA SATI WA RAHMATI WA TAJAWA AN SAAI AATTI YA ZULJALALI WAL IKRAM.
................................................................
BAHAWALA
tuhfatul awam

No comments:
Post a Comment