Thursday 11 February 2016

DUNYA KI BARI NAHRAIN



DUNYA KI BARI NAHRAIN
NAHER SWIS:
Aik fransisi engineer MR fardenande lesps ne 1769 main 10 years ke arse main complete kiya  lagat taqriban 20000000 pond aai yeh naher 101 mil long haiis ki wajha se England or sarq e baeed k darmiyan fasla kam hogaya .

NAHR PANAMA:
1914 main nahr panama banai gai  yeh 50 meel  long hai aur 40 ft se le ker 48 ft tak gahri(deep) hai hukumat e amarica ne bahrul kahil aur  bahre ooqyanoos ko milane ke liye yeh nahr khdwaiis nahr ki satah samander ki satah se 85 ft heighted hai

NAHR KEEL:
Jahaz rani ke liye yah aik mashoor nahr hai Germanoon ne ise banaya hai yen nahr 61FT LONG AUR 40ft deep hai.
GRAND KEENAL:
700 meel long hai yeh 7th century main banai gai yeh dunya main sab se bari qabil jahaz rani masnooi nahr hai.
Hope so you will like this information .

No comments: